Zindagi luta du...
![]() | |||
Love Icon |
Zindagi luta du, ek bar muskura de..
kuch nhi mera sab kuch teri ek hasi
ke aage,
aankhon ki ye nami, tere gham ye sabhi,
aaja de de mujhe meri
jaan,
aaa kareeb aa, aaa kareeb aa..
sach kahunga main tera saath dunga
main,
koi mushkil ho sab kuch sahunga main,
raste faasle keh rahe sun
bhi le,
aab saath chalunga main,
aab saath chalunga main,
aa tujhe pyar
du, zindagi var du
, tere kadmo mein rakh du jahan,
aaa kareeb aa, aaa
kareeb aa..
Zindagi luta du, ek bar muskura de..
kuch nhi mera sab kuch
teri ek hasi ke aage,
aankhon ki ye nami, tere gham ye sabhi,
aaja de de
mujhe meri jaan,
aaa kareeb aa, aaa kareeb aa..
kareeb aa, kareeb aa..
kho diya khudko, maine tujhko paya hai,
aaj ye naam tera hoonto pe aaya
hai,
sadgi ne teri, jaan meri mujhko bhi Aashiq banaya hai, aashiq
banaya hai,
hai mera sach yahi, tu meri zindagi, tu meri hasrato ka
jahan,
aaa kareeb aa, aaa kareeb aa..
kareeb aa, kareeb aa,
tujhko paa
na saka, pass la na saka,
fir bhi kehta raha dil mera,
aaa kareeb aa,
aaa kareeb aa...
No comments:
Post a Comment