HOME Computer Mobiles Tips n Tricks Shopping Others Lyrics


Friday, December 12, 2014

Moray piya Lyrics

Din wohi raatein wohi par main woh na raha
Tanha in shaamo mein koi bhi apana na tha

 Chanda aur taarein bhi bole ki yeh kya hua
 Haan main wohi tum wohi sama yeh woh na raha 
 Morey piya tu na samajha, main iss duniya ka na tha
 Khoya dil khoyi raton mein dhundoo main kya 
 Auron se shikwa par apano ne bhi kya kiya
 Nahin iss duniya mein koi jo apana laga 
 Jamaane ki dhoop ne hi mujhko ruswa kiya 
 Morey piya tu na samajha, main is duniya ka na tha
 Rishtein sabhi ban jaate hain, tutne ke liye ek lamha 
 Morey morey piya, kaise kaise jiyaan
 Rishtein sabhi ban jaate hain tutne ke liye ek lamha 
 Morey morey piya, kaise kaise jiyaan ..........
 
Song Link 

No comments:

Post a Comment